YAAD AATHI

YAAD AATHI

SAD


CHAHAT


Unhe chahana hamari kamzori hai,
Unse keh nahi pana hamari majburi hai,
Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko,
Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai…


Chaha tha humne jise use bhulaya na gaya,
Zakhm dil ka logon se chhupaya na gaya,
Bewafai ke baad bhi itna pyar karti hu ki,
Bewafa ka ilzaam bhi us par lagaya na gaya…


--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

TANHAI 

Zindagi mein tanha chal raha hu toh kya Hua?
Zanaza mein Sara zamana saath hoga


-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
SAD

Na tasveer hai tumhari jo deedar kiya jaaye,
Na tum pass ho jo pyaar kiya jaaye,
Yeh kaun sa dard diya hai aap ne,
Na kuch kaha jaaye, na tum bin ab raha jaaye.

---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment

SUKOON SHAYARI

SUKOON SHAYARI
JUMMAH MUBARAK